Koi Narsinga Phoonk Raha Hai

कोई नरसिंगा फूँक रहा है,

Unknown Artist

English Lyrics

Koi narsinga phoonk raha hai,
Baadalon par Yeeshu
Jald aa raha hai - 2

Uske pyaar ki shamma jalaao
Phoolon se uski rahe sajaao
Hamko lene wo aa raha hai -2
Baadalon par ...

Hoshanna ke naare lagaao,
Aage hi aage badhte jaao -2
Jeevan dene wo aa raha hai -2
Baadalon par ...

Wo hi shahar mein daakhil honge,
Jinke kitaab mein naam milenge - 2
Unko lene wo aa raha hai-2
Baadalon par ...

Native Lyrics

कोई नरसिंगा फूँक रहा है,
बादलों पर यीशु
जल्द आ रहा है - 2

उसके प्यार की शम्मा जलाओ
फूलों से उसकी राहे सजाओ
हमको लेने वो आ रहा है -2
बादलों पर ...

होशन्ना के नारे लगाओ,
आगे ही आगे बढ़ते जाओ -2
जीवन देने वो आ रहा है -2
बादलों पर ...

वो ही शहर में दाखिल होंगे,
जिनके किताब में नाम मिलेंगे - 2
उनको लेने वो आ रहा है-2
बादलों पर ...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"