Gaane Ka Dil Aur Bajaane Ka Jeevan
गाने का दिल और बजाने का जीवन
Unknown Artist
English Lyrics
Gaane ka dil aur bajaane ka jeevan Ham sabne paaya hai Ham sabne paaya hai Khushi ye kaisi anokhi Dil mein Yeshu aa gaya Jis vyakti ne Yeshu ko paaya -2 Jeevan badal gaya hai - 4 Jis vyakti ne vishwas kiya -2 Yeshu ka beta ban gaya -4 Jis vyakti ne aatma ko paaya -2 Swargiya vaaris ban gaya -4
Native Lyrics
गाने का दिल और बजाने का जीवन हम सबने पाया है हम सबने पाया है खुशी ये कैसी अनोखी दिल में यीशु आ गया जिस व्यक्ति ने यीशु को पाया -2 जीवन बदल गया है - 4 जिस व्यक्ति ने विश्वास किया -2 यीशु का बेटा बन गया -4 जिस व्यक्ति ने आत्मा को पाया -2 स्वर्गीय वारिस बन गया -4