Jagat Mein Aaya Hai Taaranhaar
जगत में आया है तारनहार
Unknown Artist
English Lyrics
Jagat mein aaya hai taaranhaar sunkar hum patito ki pukaar paap ka pyaala usne piya hai mar ke maran ko jeet liya hai khola swarg ka dhaar girte huo ko pal mein utha kar paap karan ka naam mita kar kar diya beda paar utho aur uthkar sab mil gaao yeshu maseeh ka naam jagaao kar do prem prachaar
Native Lyrics
जगत में आया है तारनहार सुनकर हम पतितो की पुकार पाप का प्याला उसने पिया है मर के मरण को जीत लिया है खोला स्वर्ग का द्वार गिरते हुआ को पल में उठा कर पाप करण का नाम मिटा कर कर दिया बेडा पार उठो और उठकर सब मिल गाओ येशु मसीह का नाम जगाओ कर दो प्रेम प्रचार