Jab Se Pyara Yeshu Aaya
जब से प्यारा यीशु आया,
Unknown Artist
English Lyrics
Jab se pyara Yeshu aaya, mera jeevan badal gaya, jab se maine use hai paya, mera jeevan badal gaya Mujhe gam aur museebaton mein, sahara de kar - 2 mere paapon ka bojh lekar, apne oopar - 2 kroos par khoon apna bahaya - 2 mera jeevan badal gaya jab se... Is jahan ki gandagi se, mujhe chhudaya - 2, haath dekar mujhe gunaahon, se bachaya - 2, tab se dil mera man meri kaaya - 2 mera jeevan badal gaya, jab se... Mujhe khareeda hai maseeh ne, khoon dekar - 2, main hoon uska mera na koi, sivay uske - 2, putra ne hai pita se milaya - 2, mera jeevan badal gaya jab se ...
Native Lyrics
जब से प्यारा यीशु आया, मेरा जीवन बदल गया, जब से मैंने उसे है पाया, मेरा जीवन बदल गया मुझे गम और मुसीबतों में, सहारा दे कर - 2 मेरे पापों का बोझ लेकर, अपने ऊपर - 2 क्रूस पर खून अपना बहाया - 2 मेरा जीवन बदल गया जब से... इस जहाँ की गन्दगी से, मुझे छुड़ाया - 2, हाथ देकर मुझे गुनाहों, से बचाया - 2, तब से दिल मेरा मन मेरी काया - 2 मेरा जीवन बदल गया, जब से... मुझे खरीदा है मसीह ने, खून देकर - 2, मैं हूँ उसका मेरा न कोई, सिवाय उसके - 2, पुत्र ने है पिता से मिलाया - 2, मेरा जीवन बदल गया जब से ...