Jyoti Jahaan Ki
ज्योति जहान की
Unknown Artist
English Lyrics
Jyoti jahaan ki Tu aaya andhkaar mein Aankhe khol meri tujhe dekh sakoon Dil ye kare teri he prashansa Gaata rahe ab sada Teri aaradhna Karne aaya hoon Aur tujh se ye kahoon tu hai mein khuda Tu hai mahaan Sarvashaktimaan Paraakrami prabhu mera khuda Raja mahaan Sare aadar ke yogya tu Dharti aur aasman mein Deen tu bana Aur is duniya mein aaya Kaisa anokha pyaar ye;- teri aaradhna Meri maafi ke liye toone kya kuch na saha Mere paapo ko liya kroos par
Native Lyrics
ज्योति जहान की तू आया अन्धकार में आँखे खोल मेरी तुझे देख सकूँ दिल ये करे तेरी हे प्रशंसा गाता रहे अब सदा तेरी आराधना करने आया हूँ और तुझ से ये कहूँ तू है मेरा खुदा तू है महान सर्वशक्तिमान पराक्रमी प्रभु मेरा खुदा राजा महान सरे आदर के योग्य तू धरती और आसमान में दीन तू बना और इस दुनिया में आया कैसा अनोखा प्यार ये;- तेरी आराधना मेरी माफ़ी के लिए तूने क्या कुछ न सहा मेरे पापो को लिया क्रूस पर