Tu Pavitra Pavitra Hai Tu Saccha Hai Prabhu

तू पवित्र पवित्र है (२)

Unknown Artist

English Lyrics

Too pavitra pavitra hai (2)
Too saccha hai prabhu
Too jhootha nahi hai
Too pavitra pavitra hai
1. Too saamathree , bhay yogya hai
Too swargon ke swarg mein hai
Too saccha hai prabhu - too jhootha nahi hai
Too pavitra pavitra hai (2)
2. Too karunaanidhaan hai prabhu
Too atyant mahaan hai prabhu
Too saccha hai prabhu - too jhootha nahi hai
Too pavitra pavitra hai (2)
3. Too adharm ko kshama karta hai
Saare rogon ko changa karta hai
Too saccha hai prabhu - too jhootha nahi hai
Too pavitra pavitra hai (2)

Native Lyrics

तू पवित्र पवित्र है (२)
तू सच्चा है प्रभु
तू झूठा नहीं है
तू पवित्र पवित्र है
१. तू सामाथ्री , भय योग्य है
तू स्वर्गों के स्वर्ग में है
तू सच्चा है प्रभु - तू झूठा नहीं है
तू पवित्र पवित्र है (२)
२. तू करुणानिधान है प्रभु
तू अत्यन्त महान है प्रभु
तू सच्चा है प्रभु - तू झूठा नही है
तू पवित्र पवित्र है (२)
३. तू अधर्म को क्षमा करता है
सारे रोगों को चंगा करता है
तू सच्चा है प्रभु - तू झूठा नही है
तू पवित्र पवित्र है (२)
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"