Tum Jagat Ki Jyoti Ho

तुम जगत की ज्योति हो

Unknown Artist

English Lyrics

Tum jagat ki jyoti ho
Tum dhara ke namak bhi ho- 2

Tumko paida isliye kiya
Tumko jeevan isliye mila
Uski marji kar sako sada
Tum jagat...

Vo nagar jo base shikhar par
Chhipta hi nahi, kisi ki nazar
Tumhare bhale kaam
Chamke is tarah
Tum jagat...

Padosi se prem, tumne suna hai
Dushmano se prem mera kehna hai
Tab hi तुम santaan
Parameshwar samaan,
Tum jagat...

Aankh ke badle aankh, burai ka saamna hai
Phero doosra gaal, sah lo sab anyaay
Aisa jeevan hi
Pita ko bhaata hai,
Tum jagat...

Native Lyrics

तुम जगत की ज्योति हो
तुम धरा के नमक भी हो- 2

तुमको पैदा इसलिये किया
तुमको जीवन इसलिये मिला
उसकी मर्जी कर सको सदा
तुम जगत...

वो नगर जो बसे शिखर पर
छिपता ही नहीं, किसी की नज़र
तुम्हारे भले काम
चमके इस तरह
तुम जगत...

पड़ोसी से प्रेम, तुमने सुना है
दुश्मनों से प्रेम मेरा कहना है
तब ही तुम संतान
परमेश्वर समान,
तुम जगत...

आँख के बदले आँख, बुराई का सामना है
फेरो दूसरा गाल, सह लो सब अन्याय
ऐसा जीवन ही
पिता को भाता है,
तुम जगत...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"