Jeevan Ki Raahon Par
जीवन की राहों
Unknown Artist
English Lyrics
Jeevan ki raahon pair ae Pathik chalna sambhal sambhal kar Koi tujhe pukaar raha Peeche mere aaja aaja aaja ..... Aashish ki raahein khuli khuli ab Koi pukaare har pal tujhe Aaradhna ke swar jag gaye hain Goonja do saadi zamee aasma Jeevan ki raahon .. Dena hai apan aajeevan prabhu ko Aawaaz uski bulaaye bhi Jaagriti ke madhur suroon ko Gahraai se sweekar lo Jeevan ki raahon ....
Native Lyrics
जीवन की राहों पैर ए पथिक चलना संभल संभल कर कोई तुझे पुकार रहा पीछे मेरे आजा आजा आजा ..... आशीष की राहें खुली खुली अब कोई पुकारे हर पल तुझे आराधना के स्वर जग गए हैं गूंजा दो साडी ज़मी आसमा जीवन की राहों .. देना है अपन आजीवन प्रभु को आवाज़ उसकी बुलाए भी जागृति के मधुर सुरून को गहराई से स्वीकार लो जीवन की राहों ....