Jeevan Mein Mere Aaja
जीवन में मेरे आजा
Unknown Artist
English Lyrics
Jeevan mein mere aaja Man mein mere aaja (2) Aaja Yeshu aaja 4 x 2 1. Pehle main anjaan tha Aaj tujhko jaan liya (2) Man ko mere kholke Aaj tujhko maan liya Sparsh mujhe kar aaja Pyaar se bhar aaja (2) 2. Abhishek se phere Mujhko tu bhar de (2) Andhera hai yeh jeevan mein Ujala tu kar de Dukhi hoon bahut aaja Aaja mere paas aaja (2)
Native Lyrics
जीवन में मेरे आजा मन में मेरे आजा (२) आजा यीशु आजा 4 x 2 1. पहले मैं अनजान था आज तुझको जान लिया (२) मन को मेरे खोलके आज तुझको मान लिया स्पर्श मुझे कर आजा प्यार से भर आजा (२) 2. अभिषेक से फेरे मुझको तू भर दे (२) अन्धेरा है यह जीवन में उजाला तू कर दे दुखी हूँ बहुत आजा आजा मेरे पास आजा (२)