Dhanya Dhanya Dhanya Prabhu Ko
धन्य धन्य धन्य प्रभु को
Unknown Artist
English Lyrics
Dhanya Dhanya Dhanya Prabhu Ko Jisne shakti di mujhko Sharan mein apni laya – 2 Prabhuji, din raat hai sambhala – 2 Din mein baadal ki chhaya bana Raat mein agni ki jwala bana Sharan mein apni laya 2 Prabhuji, din raat hai sambhala 2;- dhanya... Swarg se manna khilaya humein Paani chattan se pilaya humein Sharan mein apni laya – 2 Prabhuji, din raat hai sambhala – 2;- dhanya...
Native Lyrics
धन्य धन्य धन्य प्रभु को जिसने शक्ति दी मुझको शरण में अपनी लाया – 2 प्रभु जी, दिन रात है संभाला – 2 दिन में बादल की छाया बना रात में अग्नि की ज्वाला बना शरण में अपनी लाया 2 प्रभु जी, दिन रात है संभाला 2;- धन्य... स्वर्ग से मन्ना खिलाया हमें पानी चट्टान से पिलाया हमें शरण में अपनी लाया – 2 प्रभु जी, दिन रात है संभाला – 2;- धन्य...