Dhanyavad Le Le Prabhu
Dhanyavad Le Le Prabhu
Unknown Artist
English Lyrics
Dhanyavad le lo prabhu Prashansa tum hi le lo Mangalmay prabhu tu hai Karunamay Yeshu tu hai Jo bhi paya, jeevan se maine ye sab hain prabhu teri karuna Dhanyavad... Nahin bhooloonga prabhu tere prem ko Jo maine paya mukti ka daan Rakhne prabhu tere charnon mein Kuch bhi nahin siva apni jaan Dhanyavad... Jeevan data prabhu tu hai Mukti data Yeshu tu hai Kroos par chadhā jeevan diya Kitna mahan prabhu tera yeh prem
Native Lyrics
धन्यवाद ले लो प्रभु प्रशंसा तुम ही ले लो मंगलमय प्रभु तू है करुणामय यीशु तू है जो भी पाया, जीवन से मैंने ये सब हैं प्रभु तेरी करुणा धन्यवाद... नहीं भूलूंगा प्रभु तेरे प्रेम को जो मैंने पाया मुक्ति का दान रखने प्रभु तेरे चरणों में कुछ भी नहीं सिवा अपनी जान धन्यवाद... जीवन दाता प्रभु तू है मुक्ति दाता यीशु तू है क्रूस पर चढ़ा जीवन दिया कितना महान प्रभु तेरा यह प्रेम