Neele Aasman Ke Paar Jayenge

नीले आसमां के पार जाएंगे

Unknown Artist

English Lyrics

Neele aasman ke paar jayenge
mera yishu rehta vahan (2)
hum milenge baadalon par (2)
dekhenga saara jahaan (2) ||neele||

uska koi bhi vaada – na hota adhoora
har ek vaada uska – hota hai poora (2)
uska koi bhi vaada
uske aane ka vaada – bhi poora hoga
dekhenga saara jahaan (2) ||hum milenge||

ye vishwaas hai mera – jo hoga poora
sapna ye mera na – rahega adhoora (2)
ye vishwaas hai mera
sang sang hum rahenge – apne yishu ke
dekhenga saara jahaan (2) ||hum milenge||

Native Lyrics

नीले आसमां के पार जाएंगे
मेरा यीशु रहता वहाँ (2)
हम मिलेंगे बादलों पर (2)
देखेंगा सारा जहां (2) ||नीले||

उसका कोई भी वादा – न होता अधूरा
हर एक वादा उसका – होता है पूरा (2)
उसका कोई भी वादा
उसके आने का वादा – भी पूरा होगा
देखेंगा सारा जहां (2) ||हम मिलेंगे||

ये विश्वास है मेरा – जो होगा पूरा
सपना ये मेरा न – रहेगा अधूरा (2)
ये विश्वास है मेरा
संग संग हम रहेंगे – अपने यीशु के
देखेंगा सारा जहां (2) ||हम मिलेंगे||
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"