Yeshu Ke Naam Se Pyaar Milta Hai
यीशु के नाम से प्यार मिलता है
Unknown Artist
English Lyrics
Pyaar milta hai, uddhaar milta hai Baichain dil ko karaar milta hai Yeshu ke naam se .... Andho ko drishti milti hai, laachaar shaanti paate Bandhan mein jo jakde hai, wo mukti paate Har gam ki dawa Yeshu, Yeshu hi maseeha hai Aao tum chale aao, jeevan yahaan hai
Native Lyrics
प्यार मिलता है, उद्धार मिलता है बैचैन दिल को करार मिलता है यीशु के नाम से .... अंधो को दृष्टि मिलती है, लाचार शांति पाते बंधन में जो जकड़े है, वो मुक्ति पाते हर गम की दावा यीशु, यीशु ही मसीहा है आओ तुम चले आओ, जीवन यहाँ है