Prabhu Ka Aatma Mujh Par Hai
प्रभु का आत्मा मुझ पर है
Unknown Artist
English Lyrics
Prabhu ka aatma mujh par hai Usne mera abhishek kiya Ki susamachar mein sunaoon Kangaloon ko susamachar mile Bandiyon ko chhutkara mile Andhoon ko drishti mile Kuchle hue chhudaaye jaaen Prabhu ka aatma mujh par hai Usne mera abhishek kiya Ki susamachar mein sunaoon Beemaroon ko changa karne Dukhiyoon ko aasha dilaane Shraapoon ko jad se mitaane Andhkaar se jyoti mein laane
Native Lyrics
प्रभु का आत्मा मुझ पर है उसने मेरा अभिषेक किया कि सुसमाचार मैं सुनाऊँ कंगालों को सुसमाचार मिले बन्दियों को छुटकारा मिले अन्धों को दृष्टि मिले कुचले हुए छुड़ाए जाएँ प्रभु का आत्मा मुझ पर है उसने मेरा अभिषेक किया कि सुसमाचार मैं सुनाऊँ बीमारों को चंगा करने दुखियों को आशा दिलाने श्रापों को जड़ से मिटाने अन्धकार से ज्योति में लाने