Prabhu Tera Naam Hai Mahaan
प्रभु तेरा नाम है महान
Unknown Artist
English Lyrics
Prabhu tera naam hai mahaan, Prabhu teri stuti main gaoon Too aaya swarg se dharti par, Mujhko rah dikhaane ko Dharti se kroos par, mera karz chukaane ko Kroos se kabra mein, kabra se aasmaan Prabhu tera naam hai mahaan
Native Lyrics
प्रभु तेरा नाम है महान, प्रभु तेरी स्तुति मैं गाऊँ तू आया स्वर्ग से धरती पर, मुझको राह दिखाने को धरती से क्रूस पर, मेरा कर्ज़ चुकाने को क्रूस से कब्र में, कब्र से आसमाँ प्रभु तेरा नाम है महान