Parvaton Ko Dekhunga Main
पर्वतों को देखूंगा मैं
Unknown Artist
English Lyrics
Parvaton ko dekhunga main Kaun hai madadgaar mera Mera madadgaar khuda hai - 2 Jisne zameen aur aasman ko banaya hai - 2 Wo tere paanv ko phisalne nahi dega Khudawand hai tera jaaga hua Tujhe tanha na chhodega Mera nigehbaan khuda hai - 2 Jisne zameen aur aasman ko banaya hai Parvaton ko dekhunga main .... Teri jaan ko bala chhu bhi na payegi Na garmi chaand aur sooraj ki Kabhi tujhko jalayegi Mera saibaan khuda hai Jisne zameen aur aasman ko banaya hai Parvaton ko dekhunga main
Native Lyrics
पर्वतो को देखूंगा मैं कौन है मददगार मेरा मेरा मददगार खुदा है - 2 जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है - २ वो तेरे पाँव को फिसलने नहीं देगा खुदावंद है तेरा जागा हुआ तुझे तन्हा न छोड़ेगा मेरा निगेहबान खुदा है - २ जिसने ज़मीं और असमान को बनाया है पर्वतो को देखूंगा मैं .... तेरी जां को बला छु भी न पाएगी न गर्मी चाँद और सूरज की कभी तुझको जलाएगी मेरा साइबान खुदा है जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है पर्वतो को देखूंगा मैं