Bin Yeshu Nahin Nistara
बिन यीशु नहीं निस्तारा
Unknown Artist
English Lyrics
Bin Yeshu Nahin Nistara Bin Prabhu Kaun Hamara Ke Prabhu Bin Nahin Nistara – 2 Bin Yeshu... Vahi Yeshu Ke Main Bali Jaoon Ja Tan Hove Uddhara – 2 Paapan Se Bhari Naav Hamari Doobat Hai Majhdhara Ke Prabhu Bin Nahin Nistara Bin Yeshu ... Poorab Dhoondha, Pashchim Dhoondha Dhoondha Phira Jag Saara – 2 Bible Padhkar Raah Jo Paai -2 Khoj Liyo Jag Saara Ke Prabhu Ke Bin Nahin Nistara Bin Yeshu..
Native Lyrics
बिन यीशु नहीं निस्तारा बिन प्रभु कौन हमारा के प्रभु बिन नहीं निस्तारा – 2 बिन यीशु... वही यीशु के मैं बलि जाऊँ जा तन होवे उद्धारा – 2 पापन से भरी नाव हमारी डूबत है मझधारा के प्रभु बिन नहीं निस्तारा बिन यीशु ... पूरब ढूंढा, पश्चिम ढूंढा ढूंढा फिरा जग सारा – 2 बाइबल पढ़कर राह जो पाई -2 खोज लियो जग सारा के प्रभु के बिन नहीं निस्तारा बिन यीशु..