Bhajo Meetha Naam, Prabhu Yeshu Naam (Alternative)

भजो मीठा नाम, प्रभु यीशु नाम

Unknown Artist

English Lyrics

Bhajo meetha naam, prabhu yeshu naam

Bhajo meetha naam, prabhu yeshu naam
Pyaare prabhu yeshu ka, karo aadarmaan,
Bhajo meetha naam

Mahima apni chhodkar, aaya jagat mein,
Janm usne paaya, kunvaari mariyam se
Gareeb bankar raha, saare jeevan mein,
Meri jaan ka pyaara, prabhu yeshu hain,
Aaaooo... bhajo...

Paap aur shraap ke saare, ghrinit rogon ko
Dil ke gande daagon, ko mitaane ko
Yeshu ne balidaan, diya apne aapko
Meri jaan ka pyaara, prabhu yeshu hai,
Aaaooo... bhajo...

Aayega phir se, apne logon ke liye
Apne saath aasmaan par, le jaane ke liye
Aanand harsh pita ko, dene ke liye
Meri jaan ka pyaara, prabhu yeshu hai,
Aaaooo.. bhajo...

Jay jay milkar, gaao bhaiyon
Khushi ka samachar, sabko jaake do
Ho jaao taiyaar ab, usse milne ko,
Meri jaan ka pyaara, prabhu yeshu hai
Aaaooo... bhajo...

Native Lyrics

भजो मीठा नाम, प्रभु यीशु नाम

भजो मीठा नाम, प्रभु यीशु नाम
प्यारे प्रभु यीशु का, करो आदरमान,
भजो मीठा नाम

महिमा अपनी छोड़कर, आया जगत में,
जन्म उसने पाया, कुंवारी मरियम से
गरीब बनकर रहा, सारे जीवन में,
मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु हैं,
आआआ... भजो...

पाप और श्राप के सारे, घृणित रोगों को
दिल के गंदे दागों, को मिटाने को
यीशु ने बलिदान, दिया अपने आपको
मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु है,
आआआ... भजो...

आयेगा फिर से, अपने लोगों के लिये
अपने साथ आसमान पर, ले जाने के लिये
आनंद हर्ष पिता को, देने के लिये
मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु है,
आआआ.. भजो...

जय जय मिलकर, गाओ भाइयों
खुशी का समाचार, सबको जाके दो
हो जाओ तैयार अब, उससे मिलने को,
मेरी जान का प्यारा, प्रभु यीशु है
आआआ... भजो...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"