Bhoole Aur Bhatke The Hum
भूले और भटके थे हम
Unknown Artist
English Lyrics
Bhoole aur bhatke the hum Bhoole aur bhatke the hum Jaate to jaate kaha Kisi ne bataaya hume Yeshu maseeh hai yahaan Mahima ho teri mahima ho Mahima ho teri mahima ho 1. Duniya ki chinta ko chhodo Aage ko badhta hi chal Paayega shaanti aaraam Jeevan milega tumhe 2. Jeevan ki roti hai wo Jaisa ki usne kaha Jeevan ki jyoti hai wo Jag ka ujaala bhi hai
Native Lyrics
भूले और भटके थे हम भूले और भटके थे हम जाते तो जाते कहा किसी ने बताया हमे येशु मसीह है यहाँ महिमा हो तेरी महिमा हो महिमा हो तेरी महिमा हो १. दुनिया की चिंता को छोडो आगे को बढ़ता ही चल पायेगा शांति आराम जीवन मिलेगा तुम्हे २. जीवन की रोटी है वो जैसा की उसने कहा जीवन की ज्योति है वो जग का उजाला भी है