Bhala Hai Bhala Hai, Yahova Bhala Hai
भला है भला है,यहोवा भला है
Unknown Artist
English Lyrics
Bhala hai bhala hai, yahova bhala hai................-2 Yahova bhala hai, maine jaan liya hai, Chakhkar maine use dekh liya hai. 1. Door kiya door kiya mere gunaaho ko, Dand usne saara saha jo tha sahna mujhko. Bible padh ke maine dekh liya hai, Pyaar ko uske pehchaan liya hai. Bhala hai bhala hai, yahova bhala hai................-2 2. Andhkaar ke jeevan se mujhe jyoti mein hai laaya, Dene ko jeevan mujhe apna lahoo bahaaya. Mrityu ke dank tod diya hai, shaitan ke raajye ko dar kiya hai. Bhala hai bhala hai, yahova bhala hai................-2 3. Jay ke utsav mein, mujhe le chalta hai, Apni aatma se mere agvaai karta hai. Mera mahaayaajak wo bahut bhala hai, Vapr nat dadan mere liye nivedan karta hai.
Native Lyrics
भला है भला है,यहोवा भला है................-२ यहोवा भला है,मैंने जान लिया है, चखकर मैंने उसे देख लिया है। १. दूर किया दूर किया मेरे गुनाहो को, दंड उसने सारा सहा जो था सहना मुझको। बाइबिल पढ के मैंने देख लिया है, प्यार को उसके पहचान लिया है। भला है भला है,यहोवा भला है................-२ २. अन्धकार के जीवन से मुझे ज्योति में है लाया, देने को जीवन मुझे अपना लहू बहाया । मृत्यु के डंक तोड़ दिया है, शैतान के राज्य को दर किया है। भला है भला है,यहोवा भला है................-२ ३. जय के उत्सव में ,मुझे ले चलता है, अपनी आत्मा से मेरे अगवाई करता है। मेरा महायाजक वो बहुत भला है, वप्र नत ददन मेरे liye निवेदन करता है।