Man Mandir Mein Basne Wala (Short Version)
मन मंदिर में बसने वाला
Unknown Artist
English Lyrics
Man mandir mein basne wala Yeshu tu hai nirala 1. Jiske man mein tu janam le Avinaashi aanand se bhar de Aadi anant aur preet reet ki Jal jaayegi jwala - 2 2. Moosa ko tune paas bulaya Swarg lok ka bhavan dikhaya Mahaapavitra sthan mein rehkar Aap hi use sambhala - 2 3. Har vishvasi prem se aaye Khushi se apni bhent chadhaye Andhkar ab sab door hue hain Man mein hua ujala - 2
Native Lyrics
मन मंदिर में बसने वाला यीशु तू है निराला १. जिसके मन में तू जनम ले अविनाशी आनंद से भर दे आदि अनंत और प्रीत रीत की जल जायेगी ज्वाला - २ २. मूसा को तुने पास बुलाया स्वर्ग लोक का भवन दिखाया महापवित्र स्थान में रहकर आप ही उसे संभाला - २ ३. हर विश्वासी प्रेम से आए ख़ुशी से अपनी भेंट चढाये अन्धकार अब सब दूर हुए हैं मन में हुआ उजाला - २