Mera Jeevan Tujh Mein Prabhu
मेरा जीवन तुझ में प्रभु
Unknown Artist
English Lyrics
Mera jeevan tujh mein prabhu Mera bal hai tujhmein prabhu Meri aasha tujhmein prabhu Tujh mein, tujh mein Main stuti karoon saara jeevan Main stuti karoon saare bal se Saare jeevan se, sampoorn man se Saari aasha tujhmein hai
Native Lyrics
मेरा जीवन तुझ में प्रभु मेरा बल है तुझमें प्रभु मेरी आशा तुझमें प्रभु तुझ में, तुझ में मैं स्तुति करूँ सारा जीवन मैं स्तुति करूँ सारे बल से सारे जीवन से, संपूर्ण मन से सारी आशा तुझमें है