Meri Aankhein Kholo Yeshu Maseeh

मेरी आँखें खोलो यीशु मसीह

Unknown Artist

English Lyrics

Meri aankhein kholo Yeshu Maseeh,

Ham bhatak rahe andhiyaare mein

Jyoti dilaao, pyaar prabhu jee,

Le aao ujiyaare mein

Meri aankhein...

Ham hain laachaar aur gire hue
Jag mein nirbal aur dabe hue
Tum shaktimaan prabhu Yeshu,
Ham sharan tumhaare aaye hain

Jyoti dilaao...

Ye paap hamein dukh dete hain
Har pag ham girte uthte hain
Tum param pita ho hamaare prabhu
Ham sharan tumhaare aaye hain

Jyoti dilaao...

Paramaatma ka tum daan karo
Mere jeevan ka balidaan karo
Duniya par vijay kee shakti do,
Hamein maran ke bhay se mukt karo,

Jyoti dilaao...

Native Lyrics

मेरी आँखें खोलो यीशु मसीह,

हम भटक रहे अंधियारे में

ज्योति दिलाओ, प्यार प्रभु जी,

ले आओ उजियारे में

मेरी आँखें...

हम हैं लाचार और गिरे हुए
जग में निर्बल और दबे हुए
तुम शक्तिमान प्रभु यीशु,
हम शरण तुम्हारे आये हैं

ज्योति दिलाओ...

ये पाप हमें दुख देते हैं
हर पग हम गिरते उठते हैं
तुम परम पिता हो हमारे प्रभु
हम शरण तुम्हारे आये हैं

ज्योति दिलाओ...

परमात्मा का तुम दान करो
मेरे जीवन का बलिदान करो
दुनिया पर विजय की शक्ति दो,
हमें मरण के भय से मुक्त करो,

ज्योति दिलाओ...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"