Aao Hum Chal Yeshu Ke Paas
आओ हम चल येशु के पास
Unknown Artist
English Lyrics
Aao Hum Chal Yeshu Ke Paas Yeshu Bulata Humein - 3 Ishwar Ne Humse Prem Kiya Lene Humko Jald Aayega Hum Hallelujah Gaayein Khushi Se Swarg Ko Hume Le Jaayega Hum Hai Chiraag Yeshu Ke Roshan Karenge Jahan Var De Aisa Tu Ae Pita Kar Sake Prakash Har Jagah
Native Lyrics
आओ हम चल येशु के पास येशु बुलाता हमें - ३ इश्वर ने हमसे प्रेम किया लेने हमको जल्द आएगा हम हल्लेलुयाह गाएँ ख़ुशी से स्वर्ग को हमे ले जाएगा हम है चिराग येशु के रोशन करेंगे जहां वर दे ऐसा तू ए पिता कर सके प्रकाश हर जगह