Aao Hum Yehova Ke Liye Oonche Swar Se Gaayen (Version 2)

आओ हम यहोवा के लिये ऊँचे स्वर से गायें

Unknown Artist

English Lyrics

Aao hum yehova ke liye oonche swar se gaayen
apni mukti ki chattaan ka jay jaykaar karen

dhanyawaad karte hue, uske sammukh aayen
bhajan gaate hue, uska dhanyawaad karen
aao hum...

kyonki vo hamaara, mahaan eeshwar hai
saare devtaon ke oopar, vo mahaan raaja hai
aao hum...

kyonki vo hamaara, parmeshwar hai
aur hum uski praja, uske haath ki bheden hain
aao hum...

Native Lyrics

आओ हम यहोवा के लिये ऊँचे स्वर से गायें
अपनी मुक्ति की चट्टान का जय जयकार करें

धन्यवाद करते हुए, उसके सम्मुख आयें
भजन गाते हुए, उसका धन्यवाद करें
आओ हम...

क्योंकि वो हमारा, महान ईश्वर है
सारे देवताओं के ऊपर, वो महान राजा है
आओ हम...

क्योंकि वो हमारा, परमेश्वर है
और हम उसकी प्रजा, उसके हाथ की भेड़ें हैं
आओ हम...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"