Aatma Mein Prarthana

आत्मा में प्रार्थना

Unknown Artist

English Lyrics

Aatma mein prarthana

Apne ghutnon pe mai aa kar
aur namrata mein aa kar
jhukta hoon prabhu tere saamne
apne haatho ko uthaoon
naya pyaar mai banaoon
karoon aatma mein prarthana
karoon satya mein prarthana
jeevan ko mere prabhu
apni stuti bana

Apne ghutnon pe ham aa kar
aur namrata mein aa kar
jhukte hain prabhu tere saamne
apne haatho ko utha kar
naya pyaar ham banaayein
karein aatma mein prarthana
karein satya mein prarthana
ham sabko prabhu
apni stuti bana

Native Lyrics

आत्मा में प्रार्थना

अपने घुटनों पे मै आ कर
और नम्रता में आ कर
झुकता हूँ प्रभु तेरे सामने
अपने हाथो को उठाऊं
नया प्यार मै बनाऊं
करूँ आत्मा में प्रार्थना
करूँ सत्य में प्रार्थना
जीवन को मेरे प्रभु
अपनी स्तुति बना

अपने घुटनों पे हम आ कर
और नम्रता में आ कर
झुकते हैं प्रभु तेरे सामने
अपने हाथो को उठा कर
नया प्यार हम बनाएँ
करें आत्मा में प्रार्थना
करें सत्य में प्रार्थना
हम सबको प्रभु
अपनी स्तुति बना
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"