Immanuel Ke Lahoo Se Ek Sota Bhara Hai

इम्मानुएल के लहू से, एक सोता भरा है

Unknown Artist

English Lyrics

1. Immanuel ke lahoo se, ek sota bhara hai,
Jo paapi usmein lewe snaan, rang paap ka chhootta hai.

2. Wo daaku use kroos par dekh, paap mochan paaya,
Tab ham waise paapi usi mein, paap apna dhowen sab.

3. Vishwaas se jab main dekhta hoon, us doshheen rudhir ko,
Main teri daya ka bakhaan, nit karoon marne laun.

4. He memne, tere rakt ka gun, kabhi na mitega,
Aur teri mandli ka bayaan, sada hi rahega.

5. Aur jab ye ladkhadaati jeebh, qabr mein chup rahe,
Tab teri stuti karoonga, aur meethe raagon se.

Native Lyrics

1. इम्मानुएल के लहू से, एक सोता भरा है,
जो पापी उसमें लेवे स्नान, रंग पाप का छूटता है।

2. वो डाकू उसे क्रूस पर देख, पाप मोचन पाया,
तब हम वैसे पापी उसी में, पाप अपना धोवें सब।

3. विश्वास से जब मैं देखता हूँ, उस दोषहीन रुधिर को,
मैं तेरी दया का बखान, नित करूँ मरने लौं।

4. हे मेमने, तेरे रक्त का गुण, कभी न मिटेगा,
और तेरी मंडली का बयां, सदा ही रहेगा।

5. और जब ये लड़खड़ाती जीभ, क़ब्र में चुप रहे,
तब तेरी स्तुति करूँगा, और मीठे रागों से।
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"