Ek Aag Har Dil Mein Hum Ko Jalaan Hai

एक आग हर दिल में हम को जलान है

Unknown Artist

English Lyrics

Ek aag har dil mein hum ko jalaan hai
bhatke hue jeevan ko, prabhu se milana hai
1 sansaar ki aasha bhari nazarein hum hi par hain
uddhaar ka sandesh bhi kaandhon ke oopar hai
ek deep se laakhon diye hamko jalana hai
2 itne saral ye raaste kal na khule honge
prachaar ke avasar hamein haasil nahi honge
taiyaar rahna kal hamein khud ko mitana hai

Native Lyrics

एक आग हर दिल में हम को जलान है
भटके हुए जीवन को, प्रभु से मिलाना है
1 संसार की आशा भरी नजरें हम ही पर हैं
उद्धार का संदेश भी काँधों के ऊपर है
एक दीप से लाखों दिये हमको जलाना है
2 इतने सरल ये रास्ते कल न खुले होंगे
प्रचार के अवसर हमें हासिल नहीं होंगे
तैयार रहना कल हमें खुद को मिटाना है
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"