Chalo Prabhu Ke Ghar Ko Chalen
जब किसीने यह मुझ से कहा
Unknown Artist
English Lyrics
Jab kisine yeh mujh se kaha chalo prabhu ke ghar ko chalen (2) mera man aandit hua mera man jhoomne laga (2) mein to prabhu ke ghar ko chala (4) 1. jhoom-jhoom kar mein naachte hue naachte hue mein aanand se (2) mere yishu se milne chala (4);- mein to... 2. hai bhor ke taaron ab jaag utho hai veena ke taaron ab bolne lago (2) mere yishu ki prashansa karo (4) ;- mein to... 3. kab jaakar mein dekhoon use kab jaakar mein poojoon use (2) mera man poochne laga mera man sochne laga
Native Lyrics
जब किसीने यह मुझ से कहा चलो प्रभु के घर को चलें (2) मेरा मन आनन्दित हुआ मेरा मन झूमने लगा (2) मैं तो प्रभु के घर को चला (4) १. झूम-झूम कर मैं नाचते हुए नाचते हुए मैं आनन्द से (2) मेरे यीशु से मिलने चला (4);- मैं तो... २. है भोर के तारों अब जाग उठो है वीणा के तारों अब बोलने लगो (2) मेरे यीशु की प्रशंसा करो (4) ;- मैं तो... ३. कब जाकर मैं देखूं उसे कब जाकर मैं पूजूँ उसे (2) मेरा मन पूछने लगा मेरा मन सोचने लगा