Jhoom Ke Dil Gaata Yahi
झूम के दिल गाता यही
Unknown Artist
English Lyrics
Jhoom Ke Dil Gaata Yahi Aayega ek din masih Dekhenge usko sabhi nyaay hoga tabhi 1. khatma hoga vaha, dard ka ye safar Kaafile, manjhile, paa jayeinge sabhi Rupantar hoga vishwashiyo ka Payeinge mukut sabhi 2. Dharti tab kapegi, yeshu ko jab dekhigi Log dhan tyagenge, maut ko dhundenge Dhan kamaya yeshu mein jinne Rajya karenge sabhi .......... 3. Roo- baru dekhenge pyare masihi KO ham Dil ki tamanna sabhi, puri hogi tabhi Aisa hoga aanand vaha par Duniya jo de na kabhi.........
Native Lyrics