Teri Upasthiti Mein Mera Man Vishram Pata Hai
तेरी उपस्थिति में मेरा मन विश्राम पाता है
Unknown Artist
English Lyrics
Teri Upasthiti Mein | Teri upasthiti mein | Hindi Christian Song | Glory Music Teri upasthiti mein | Hindi Gospel Song Yeh aaradhna geet hamein yeh yaad dilata hai ki prabhu ki upasthiti mein sacchi shanti, aanand aur jeevan hai. Jab ham uski upasthiti mein aate hain, wah hamare bojh halke karta hai aur hamein nai saamarth deta hai. "Teri upasthiti mein, mera man vishram pata hai..." Is geet ko sunen aur prabhu ki upasthiti mein apne jeevan ko samarpit karen.
Native Lyrics
Teri Upasthiti Mein । तेरी उपस्थिति में । Hindi Christian Song । Glory Music तेरी उपस्थिति में । Hindi Gospel Song यह आराधना गीत हमें यह याद दिलाता है कि प्रभु की उपस्थिति में सच्ची शांति, आनंद और जीवन है ✝️💖 । जब हम उसकी उपस्थिति में आते हैं, वह हमारे बोझ हल्के करता है और हमें नई सामर्थ देता है। "तेरी उपस्थिति में, मेरा मन विश्राम पाता है..." इस गीत को सुनें और प्रभु की उपस्थिति में अपने जीवन को समर्पित करें।