Neele Aasman Ke Paar Jayenge (Version 2)

नीले आसमां के पार जाएंगे

Pratik Joseph

English Lyrics

Neele aasman ke paar jayenge
mera yishu rehta vahan 2
hum milenge baadalon par 2
dekhenga saara jahaan 2

1 uska koi bhi vaada, na hoga adhoora
har ek vaada uska, hota hai poora
uska koi bhi vaada
uske aane ka vaada, bhi poora hoga
dekhenga saara jahaan,
hum milenge baadalon par 2
dekhenga saara jahaan 2

2 ye vishwaas hai mera, jo hoga poora
sapna ye mera na, rahega adhoora
ye vishwaas hai mera
uske sang sang hum rahenge, apne yishu ke
dekhenga saara jahaan
hum milenge baadalon par 2
dekhenga saara jahaan 2

3 yishu baadalon par aanevala
har ek aankh usko dekhegi zaroor
yishu baadalon par
vah bhi dekhenge usko, jinhone usko dekha
dekhenga saara jahaan
hum milenge baadalon par 2
dekhenga saara jahaan 2

Native Lyrics

नीले आसमां के पार जाएंगे
मेरा यीशु रहता वहाँ 2
हम मिलेंगे बादलों पर 2
देखेंगा सारा जहां 2

1 उसका कोई भी वादा, न होगा अधूरा
हर एक वादा उसका, होता है पूरा
उसका कोई भी वादा
उसके आने का वादा, भी पूरा होगा
देखेंगा सारा जहां,
हम मिलेंगे बादलों पर 2
देखेंगा सारा जहां 2

2 ये विश्वास है मेरा, जो होगा पूरा
सपना ये मेरा न, रहेगा अधूरा
ये विश्वास है मेरा
उसके संग संग हम रहेंगे, अपने यीशु के
देखेंगा सारा जहां
हम मिलेंगे बादलों पर 2
देखेंगा सारा जहां 2

3 यीशु बादलों पर आनेवाला
हर एक आँख उसको देखेगी ज़रूर
यीशु बादलों पर
वह भी देखेंगे उसको, जिन्होंने उसको देखा
देखेंगा सारा जहां
हम मिलेंगे बादलों पर 2
देखेंगा सारा जहां 2
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"