Bhala Hai Bhala Hai, Yehova Bhala Hai

भला है भला है,यहोवा भला है

Unknown Artist

English Lyrics

Bhala hai bhala hai, yehova bhala hai................-2

yehova bhala hai, maine jaan liya hai,

chakhkar maine use dekh liya hai.

1. door kiya door kiya mere gunaho ko,

dand usne saara saha jo tha sahna mujhko.

baibil padh ke maine dekh liya hai,

pyaar ko uske pehchan liya hai.

bhala hai bhala hai, yehova bhala hai................-2

2. andhkaar ke jeevan se mujhe jyoti mein hai laaya,

dene ko jeevan mujhe apna lahoo bahaaya . mrityu ke dank tod diya hai, shaitan ke raajya ko dar kiya hai.

bhala hai bhala hai, yehova bhala hai................-2

3. jay ke utsav mein ,mujhe le chalta hai,

apni aatma se mere agwai karta hai.

mera mahaayaajak vo bahut bhala hai,

vapra nat dadan mere liye nivedan karta hai.

Native Lyrics

भला है भला है,यहोवा भला है................-२

यहोवा भला है,मैने जान लिया है,

चखकर मैने उसे देख लिया है।

१. दूर किया दूर किया मेरे गुनाहो को,

दंड उसने सारा सहा जो था सहना मुझको।

बाइबिल पढ के मैने देख लिया है,

प्यार को उसके पहचान लिया है।

भला है भला है,यहोवा भला है................-२

२. अन्धकार के जीवन से मुझे ज्योति में है लाया,

देने को जीवन मुझे अपना लहू बहाया । मृत्यु के डंक तोड़ दिया है, शैतान के राज्य को दर किया है।

भला है भला है,यहोवा भला है................-२

३. जय के उत्सव में ,मुझे ले चलता है,

अपनी आत्मा से मेरे अगवाई करता है।

मेरा महायाजक वो बहुत भला है,

वप्र नत ददन मेरे liye निवेदन करता है।
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"