Beparwaah pyaar hai
English Lyrics
Mere bolne se pehle Tu mujhpar gaata raha Tu kitna accha hai Kitna accha hai Mere jeene ke pehle Tune apni saans mujhe di Tu kitna meherbaan Kitna meherbaan hai Tera adhbhutshaali sanaatanmay Beparwaah pyaar hai Woh mujhe dhoonde Ladkar paaye Chhodke ninyaanway Main na kamaaun Laayak na hokar Phir bhi tune pyaar kiya Tera adhbhutshaali sanaatanmay Beparwaah pyaar hai Jab main tujhse alag tha Tune paaya mujhe Tu kitna accha hai Kitna accha hai Jab main na laayak tha Tune sambhaala mujhe Tu kitna meherbaan Kitna meherbaan hai Tera adhbhutshaali sanaatanmay Beparwaah pyaar hai Woh mujhe dhoonde Ladkar paaye Chhodke ninyaanway Main na kamaaun Laayak na hokar Phir bhi tune pyaar kiya Tera adhbhutshaali sanaatanmay Beparwaah pyaar hai Na koi shaktiyaan Na koi deewaarein Tujhse alag karein Na bhoot bhavishya Na jhoothi riyaasat Tujhe alag karein Final chorus Tera adhbhutshaali sanaatanmay Beparwaah pyaar hai Woh mujhe dhoonde Ladkar paaye Chhodke ninyaanway Main na kamaaun Laayak na hokar Phir bhi tune pyaar kiya Tera adhbhutshaali sanaatanmay Beparwaah pyaar hai Tera pyaar Tera pyaar Tera pyaar Tera pyaar